| Home || UK Radio || |

Added: Feb 27, 2008

From: drkchaudhry

Duration: 5:33

Hindi movie : Jab Jab Phool Khile Remix Singer : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Kabhee pahle to naheen dekha ye sama Ye aaj main bhoole se aa gaya hoon kahan Yahaan main ajnabee hoon Yahaan main ajnabee hoon Main jo hoon bas wahee hoon Main jo hoon bas wahee hoon Yahaan main ajnabee hoon Kahaan shaamo sahar ye, kahaan din raat mere Bahut ruswa hue hain, yahaan jazbaat mere Nayee tahzeeb hai ye, naya ye hai zamaana Maghar main aadmee hoon, wahee sadiyon purana Main kya jaanoon ye baaten, zara inssaf karna Meri ghustaakhion ko khuddara maaf karnaa Yahaan main ajnabee hoon Teri aankhon mein dekhoon, sanam ghairon kee bhaahen Main layoonga kahaan se bhalaa aisee nighaahen Bhalaa kaise ye mera, lahoo ho jaaye paanee Main kaise bhool jaayun, main hoon hindustanee Yahaan main ajnabee hoon Mujhe bhee hai shikaayat, tujhe bhee to gila hai Yahee shikave hamaari mohabbat ka sila hai Kabhee maghrib se mashrik, mila hai jo milega Jahhan ka phool hai jo, waheen par wo khilega Tere oonche mahal mein, naheen mera ghuzaara Mujhe yaad aa raha hai, wo chhota saa shikaara Yahaan main ajnabee hoon

Channel: Music

Tags: chaudhry  dekha  hindi  india  jab  kabhee  khile  mere  naheen  pahle  phool  sama  taraane  to  ye 


Rating: 4.00 (1 ratings)    Views: 3039    Comments: 0