| Home || UK Radio || |

Added: Mar 23, 2008

From: drkchaudhry

Duration: 2:56

Hindi movie : Ek Dil Sau Afsaane Remix Singer : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Suno ji suno, hamaari bhi suno aji maharbaan hamari bhi suno na tappa, na thumari, gazal hai na kajari yeh raagini hai pyaar ki Suno ji suno, hamaari bhi suno aji maharbaan hamari bhi suno taraana hamaara zamaane se nyaara har ek sur mein dil hai dhadakata hua har ek bol pyaara ke jaise sitaara akela gagan mein chamakata hua Suno ji suno, hamaari bhi suno aji maharbaan hamari bhi suno ishaaron mein boluun, zubaan tak na kholuun nigaahon se kah duun samajh lo agar na yah bekudi hai, na divaanagi hai mujhe to lagi hai tumhaari nazar Suno ji suno, hamaari bhi suno aji maharbaan hamari bhi suno suno mere ji ki, meri aarzu ki tamanna yahi thi ke tum ho karib yeh chilman hata do, vah jhalki dikha do ki ab to jaga do hamaare nasib Suno ji suno, hamaari bhi suno aji maharbaan hamari bhi suno

Channel: Music

Tags: aji  bhi  chaudhry  hamaari  hindi  india  ji  maharbaan  mere  suno  taraane 


Rating: ( ratings)    Views: 914    Comments: 0