Added: Feb 20, 2008
From: drkchaudhry
Duration: 3:38
Hindi movie : Aan Resung by : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Dil hai paagal dil ka aetbaar na kare-2 Kah do koyee is duniya mein pyaar na kare-2 Pyaar na kare Koyee pyaar na kare-3 Pyaar na kare Koyee pyaar na kare Ishq mein to mile bekraari badi Chain aaye nahin ek pal ik ghadi Ye na poochho ke yeh kaisa ahsaas hai -2 Dard hi dard hai pyaas hi pyaas hi pyaas hai-2 Apni har dhadkan ko bekraar na kare-2 Kah do koyee is dunia mein koyee pyaar na kare-2 Bawafa kum yahaan bewafa hain bade Ye dua hai kisse ki nazar na lade Hain qadam dar qadam uljhane mushkalen-2 Kho gaye raaste gum huee manzilen-2 Raah na dekhe koyee intizaar na kare-2 Kah do koyee is dunia mein koyee pyaar na kare-2 Koyee pyaar na kare-4 Pyaar na kare Koyee pyaar na kare Dil hai paagal dil ka aetbaar na kare-2 Kah do koyee is duniya mein pyaar na kare-2 Pyaar na kare Koyee pyaar na kare-3 Pyaar na kare Koyee pyaar na kare
Channel: Music
Tags: aan aetbaar chaudhry dil hindi india mere pagal taraane
Rating: 5.00 (2 ratings) Views: 65 Comments: 1
niravdave Says:
Feb 20, 2008 - wallah!!! kya baat hai dr. sahaab!