Added: May 5, 2008
From: tauseefqau
Duration: 4:27
Poet: Parveen Shakir Singer: balqees khanum Gori karat singhar ---------------- Gori Karat Singhar Gori Karat Singhar Baal Baal Moti Chamkaye Rom Rom Mehka Maang Sindoor Ki Sundarta Say Chamkay Chandanwaar Jooday Main Joohi Ki Bheeni Ba'h Main Haar Singhaar Kaan Main Jagmag Baali Patta Galay Main Jugnu Haar Sandal Aisi Payshani Pay Bindiya Lai Bahaar Gori Karat Singhar Gori Karat Singhar
Channel: Music
Tags: balqees gori karat khanam pakistani singhar
Rating: 5.00 (3 ratings) Views: 463' favoriteCount='2 Comments: 3
tauseefqau Says:
May 7, 2008 - kali ka to kuchh nahi pata albatta sanwli ke baray me to kafi kuchh hai jaisy "sanwali saloni si mehbooba"(by junaid jamshaid) aisy or bi mil jayen gey kali ke baraym me aik baar shayad rabindranath tagore ka koi novel tha jis me black magic(kala husan)ko maozu banaya tha waisy aik sawal hai...Kali singhar me kaya karay gi 8-) Agar ye idea mil jaye to shayd koi kuch likh de jaisa aap ne kaha "Log yeh kyon nahiN kehtay haiN, "Kaali, ya saanwli karat singhaar." to Raaz e khusawan danad Khusro
chocobrownie7 Says:
Jun 14, 2008 - Think gori refers to a girl rather than her complexion
jasiddiqi Says:
Jul 11, 2008 - The word is acutally "Guari" -- meaning young maiden and possibly one who tends to the cattle (Gow-ri)-- not to be confused with "Gori" meaning fair-complexioned.
mansoorn Says:
May 6, 2008 - Log yeh kyon nahiN kehtay haiN, "Kaali, ya saanwli karat singhaar." Yeh goorioN say kiya obsesson hai?