Added: Mar 5, 2008
From: tranqui21
Duration: 5:18
LETRA: Tumne na jaana ke main deewaana Lekar aaya hoon dil ka nazraana Mere dil ki hai jo daastaan Suno na suno na, sun lo na Hamsafar mujhiko chun lo na Suno na suno na, sun lo na Tumne na jaana ke main deewaana Lekar aaya hoon dil ka nazraana Mere dil ki hai jo daastaan Suno na suno na, sun lo na Hamsafar mujhiko chun lo na Suno na suno na, sun lo na (Tum jo gumsum ho to main hairaan hoon Yeh raaz kaise tumko bataaoon) - 2 Tum par marta hoon, main sach kehta hoon Maangke dekh lo mujhse jaan Suno na suno na, sun lo na Hamsafar mujhiko chun lo na Suno na suno na, sun lo na (Main bhi hoon tanha, tum bhi tanha ho Gar saath hum ho to socho kya ho) - 2 Jo manzil manzil do deewaane dil Le chale pyaar ka kaarvaan Suno na suno na, sun lo na Hamsafar mujhiko chun lo na Suno na suno na, sun lo na Tumne na jaana ke main deewaana Lekar aaya hoon dil ka nazraana Mere dil ki hai jo daastaan Suno na suno na, sun lo na Hamsafar mujhiko chun lo na Suno na suno na, sun lo na
Channel: Music
Tags: aƱadir clave... clic haz palabras para
Rating: 1.00 (2 ratings) Views: 3194' favoriteCount='8 Comments: 1
ashishkalra2008 Says:
Jul 7, 2008 - beautiful