| Home || UK Radio || |

Added: Mar 14, 2008

From: drkchaudhry

Duration: 6:46

Hindi movie : Kabhi Alvida Na Kehna Remix Singers : Dhruv Kohli & Max Chaudhry Album : Mere Taraane Mere mann ye bata de tu Kis or chala hai tu Kya paya nahi tune Kya dhundh raha hai tu Jo hai ankahee jo hai ansuni Woh baat kya hai bata Mitwa kahe dhadkan hai tujhse pyar Mitwa yeh khudse toh na tu chhupa Mere mann ye bata de tu Kis or chala hai tu Kya paya nahi tune Kya dhundh raha hai tu Jo hai ankahee jo hai ansuni Woh baat kya hai bata Mitwa kahe dhadkan hai tujhse pyar Mitwa yeh khudse toh na tu chhupa Jeevan dagar mein prem nagar mein Aaya nazar mein jabse koi hai Tu sochta hai tu puchhata hai Jiski kami thi kya yeh wohi hai Haa yeh wohi hai - 2 Tu ek pyasa aur yeh nadi hai Kaahe nahi isko tu khulke bataye Jo hai ankahee jo hai ansuni Woh baat kya hai bata Mitwa kahe dhadkan hai tujhse pyar Mitwa yeh khudse toh na tu chhupa Teri nigaahen paa gayee raahen Par tu yeh soche jaaun na jaaun Yeh zindagi jo hai naachti toh Kyon bediyon mein hain tere paanv Preet ki dhun par naach le paagal Udta agar hai udne de aanchal Kaahe koi apne ko aaise tarsaaye Jo hai ankahee jo hai ansuni Woh baat kya hai bata Mitwa kahe dhadkan hai tujhse pyar Mitwa yeh khudse toh na tu chhupa Mere mann ye bata de tu Kis or chala hai tu Kya paya nahi tune Kya dhundh raha hai tu Mitwa...

Channel: Music

Tags: alvida  bata  chala  chaudhry  de  hai  hindi  india  kabhi  kehna  kis  man  mere  na  ore  taraane  tu  ye 


Rating: 5.00 (3 ratings)    Views: 325    Comments: 2

nehajohar Says:

Mar 15, 2008 - aweee soo cute...!i hope they'll get what ever they want in their life!bless them!!!

doittomenow Says:

Mar 15, 2008 - so cute god bless these kids wow