Added: Mar 22, 2008
From: drkchaudhry
Duration: 4:40
Inspiration : nareshdel Hindi movie : Saaranga Remix Singer : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Haan deewana hoon main - 2 gam ka maara hua ik begaana hoon main haan deewana hoon main maangi khushiyaan magar gam mila pyaar mein dard hi bhar diya dil ke har taar mein aaj koi nahi mera sansaar mein chhod kar chal diye mujhko majhadhaar mein haay teer-e-nazar ka nishana hoon main haan deewana hoon main ... main kisika nahi koi mera nahi is jahaan mein kaheen bhi basera nahi mere dil ka kaheen bhi andhera nahi mere is shaam ka hai savera nahi hay bhula hua ik fasana hoon main haan deewana hoon main ...
Channel: Music
Tags: begaana chaudhry deewana gam haan hindi hoon hua ik india ka maara main mere taraane
Rating: 5.00 (1 ratings) Views: 1114 Comments: 0