Added: Apr 25, 2008
From: drkchaudhry
Duration: 2:57
Hindi movie : Amaanat Resung by : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Har ek dil mein koyee armaan hai amaanat-3 Har ik nazar mein koyee pehchaan hai amaanat Har ek dil mein koyee armaan hai amaanat Toofaan ki amaanat saahil ke khushk baazu-2 Saahil ke baazuon ki toofaan hai amaanat Har ek dil mein koyee armaan hai amaanat Soche agar koyee to insaan ka apna kya hai-2 Ye jism hai amaanat ye jaan hai amaanat Har ek dil mein koyee armaan hai amaanat Jo tujh ko mil gaya hai tera nahin hai naadan Do roza zindagi ka samaan hai amaanat Har ek dil mein koyee armaan hai amaanat Har ik nazar mein koyee pehchaan hai amaanat Har ek dil mein koyee armaan hai amaanat
Channel: Music
Tags: amaanat armaan chaudhry dil ek hai har hindi india koyee mein mere taraane
Rating: ( ratings) Views: 589 Comments: 0